Pages

Wednesday, July 28, 2010

Waqt

waqt thahrta nahi kahin bhi,

fisal jata hai ret ki tarah,

ham banate rahte hain gharonde lagan se,

ye kaun hai jo girakar nikal jata hai